RESPECT FOR CLEANER OF ENVIRONMENT
I am cleaner of environment
Haan hoon main ek safaiwali
Ghar ghar main jati hoon
Ghar ghar ka kuda main uthati hoon
Ghar ghar ki safai karti hoon
Haan hoon main ek safaiwali
Ghar ghar ka kachra main uthati hoon
Ghar ghar ki gandagi main uthati hoon
Haan hoon main ek safaiwali
Prakrati se pyaar hai mujhe
Dharti mata ko saaf karne mein yogdaan hai mera
Maan hoon main ek safaiwali
Mehnat seekhi hai maine
Haan hoon main ek safaiwali
Garv hai mujhe safaiwali hone par
Comments
Post a Comment